Sunday, June 12, 2011

Urdu Poetry Wo Tou Barishain Ye Barishon K Mausam Kafi Arsa Beet Gyaa


Wo Tou Baarish Ki Boondai’n Dekh Kr

 

Wo Tou Baarish Ki
Boondai’n Dekh Kr
Khush Hota Hy
Us Ko Kia Maloom k
Hr Girny Wala Qatra
Paani Nahi Hota

Ye Baarisho’n K Mausam

 

Ye Baarisho’n K Mausam
Bas Tum Hi Se Hyn Wabasta
k Mohabbato’nMain Baarish
Bari Lazmi Si Shey Hy
Chahey Aasman Se Barsey
Chahey Chashm-e-Nam Se

Kafi Arsa Beet Gyaa

 

Kafi Arsa Beet Gyaa Janay Ab Woh Kaisa Hoga
Waqt Ki Sari Kerwi Batain Chup Chap Sehta Hoga
Ab Bhi Bhegge Brish Mein Woh Bn Kay Chatri Chalta Hoga
Mujhsay Bichray Arsa Beeta Ab Wo Kis Se Larta Hoga
Acha Tha Jo Sath Hi Rhety Baad Mein Os Nay Soccha Hoga
Apnay Dil Ki Sari Baatain Khud Say Khud Hi

No comments:

Post a Comment