Sunday, June 12, 2011

Ahmed Faraz Poetry Wo Ankhain Jheel Se Gehri Doobtay Howay Suraj ko Faraz

Faraz” wo ankhain jheel c gehri tu hain magar!

Qurbaton men bhi judai ke zamane maNge
Dil vo bemehar ki rone ke bahane maNge
Apana ye hal ke ji har chuke luT bhi chuke
Aur muhabbat vahi andaz purane maNge
Ham na hote to kisi aur ke charche hote
Khalqat-e-shahar to kahane ko fasane maNge
Dil kisi hal pe mane hi nahin jan-e-`Faraz`
Mil gaye tum bhi to kya aur na

wo ankhain jheel c gehri

Faraz” wo ankhain jheel c gehri tu hain magar!
un main koi aks meray nam ka nahin
Asahqi sy uski usy bewafa na jan!!
Aadat ki bat aur hai wo dil ka bura nahin

doobtay hue suraj ko FARAZ

woh roz dekhta hai doobtay hue suraj ko FARAZ!!!!!!!!!
kaash main bhi kisi shaam ka manzar hota

Tabeerain Kisi Ko Faraz

Bin Maange He Mil Jaati Hain Tabeerain Kisi Ko Faraz .
Koi Khaali Hath Reh Jaata Hai HAazaroon Duaaon K Baad

No comments:

Post a Comment