Saturday, June 18, 2011

Urdu Poetry Ek Ye Hi Aarzu Rahi Dil, Mana Ke tu Qatil Hai, Faqt Pehluu Badalnay Say


Ek Ye Hi Aarzu Rahi Dil


Ek Ye Hi Aarzu Rahi Dil
Me Mud’dato’n Sy
Koi Hume’n Bhi Chahe
Dil Ki Shid’dato’n Sy
Bohat Veeran c Hy
Zindagi Apni
K Koi Nawaz Dy Hume’n
Aa Kr Mohabbato’n Sy

 

Mana Ke Tu Qatil Hai


Mana Ke Tu Qatil Hai,
Phir Bhi Rahat-E-Dil Hai,
Zeher Ki Nadi Hai Tu,
Phir Bhi Keemti Hai Tu,
Jin Ke Hosle Kam Ho,
Tera Saath Kya Denge,
Zindagi Idhar To Aaa,
Hum Tujhe Guzarenge

Faqt Pehluu Badalny Sy


Faqt Pehluu Badalny Sy
Rafaqat Kam Nhi Hoti
Mgr Phir Bhi Na Milne Ki
Aziyat Kam Nho Hoti
Jahan Koi Bichar Jaye
Wahin Per Uski Manzil Hy
Kisi k Saath Chalny Sy
Musafat Kam Nhi Hoti
Humare Dushmano Me
Chahne Wale Bhi Shamil Hyn
So Hum Jis Haal Main Bhi Hon
Mohabbat KamNahi Hoti

No comments:

Post a Comment